Jay Maa Bhawani! Maine apne vivah mein aa rahi rukawat ke liye Kamakhya Shakti Anushthan karaya tha. Kuch hafton mein hi rishta pakka ho gaya. Panditji ka margdarshan bahut sacha aur asardaar hai. 🙏
Rina Bora
Guwahati, Assam
Business mein bahut nuksan ho raha tha, kisi ne bataya ki tantra badha hai. Sansthan se Bhairav Raksha Puja karayi aur dheere dheere sab theek hone laga. Maa Kamakhya ki kripa hai sab. Dhanyawad Panditji.
Suman Das
Nalbari, Assam
Kaal Sarp Dosh ki wajah se career mein baar baar rukawat aati thi. Yahan se puja karwaane ke baad naukri mil gayi aur life mein stability aayi. Sachme bahut shraddha se puja karte hain yeh log.
Anita Sharma
Siliguri, WB
जय माँ भवानी! मैंने संतान प्राप्ति अनुष्ठान करवाया था। कुछ महीनों बाद ही घर में खुशखबरी आई। माँ का आशीर्वाद और पंडित जी की सेवा दोनों अद्भुत हैं। 🙏
Priya
Dispur, Guwahati
Vastu dosh ki wajah se ghar mein hamesha kalesh rehta tha. Sansthan ke bataye upay aur puja ke baad ghar ka mahaul poori tarah badal gaya hai. Bahut shraddha se kaam karte hain.
Ranjit Deka
Barpeta, Assam